Friday, July 4, 2008

Sabhi dost mehephil me bulaye nehi jate
sabhi geet saj me gaye nehi jate
kuch pas rehe kar yaad nehi aate
kuch door rehe kar bhulaye nehi jate."

Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahin Haasil,
Qayamat to Andaaz-e-Bayan Mein Hoti Hai
Ishq Mein Jab Waar Karti Hain Aankhein,
Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Mein Hoti Hai....!!

Sitaaron ki pehchaan chand se hoti hai,
phoolon ki pehchaan uski khushboo se hoti,
per ai dost apni pehchaan,
tumhari dosti se hoti hai Sehmi-sehmi nigaahon mein khwaab hum saja denge...,

Sooni sooni raahon pe fool hum khila denge...;
Aap hamaare sang muskura kar to dekho...,
Aapka harr gam hum bhula denge..!!!

Sochte hain saagar ki lehron ko dekhkar,
kyun ye kinaaron se takraakar,
laut jaati hain..?Karti hain wo kinaare se bewafaai,
ya phir saagar se wafaa nibhaati hain....

Shayari hoti hai ada khud ko bayan karne ki
Varna unho ne to humein is layak choda hi na tha Ki
Kar sakoon mein bayan apne halat dil ki

Sabse accha mer yaar hain:
Uski her ek shayari me pyar hai:
Aaye na agar SMS uska to mere mobile rakhna bekar hai

Socha tha na karenge kisi se dosti,
na karenge kisi se vaada,
par kya kare dost mila itna pyara
ki karna pada dosti ka vaada

Samja do apni yado ko,
wo bin bulaye pas aaya karti hai,
aap to dur rehkar satate ho magar,
wo pas aakar rulaya karti hai

Sms karenge hum ek duje ko bari bari,
hame lagti hai ye rasam badi pyari,
ye sms milte hi ek sms bhej dena,
kyunki hame bilkul pasand nahi udhari

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi

Teri palko par khwaab rakh gaya koi
Teri sanso pe naam likh gaya koi
Chalo waada raha tumse
Bhool jana hume agar humse Ahcha dost tumhe mil gaya koi...

Tum banke dost aise aye zindagi me,
Ke hum ye zamana hi bhool gaye,
Tumhe yaad aye na aye hamari kabhi,
Par hum to tumhe bhulana hi bhool gaye.

Tanahai se naehi mehephil se darte hain
jamane se nehi hum khud se darte hain
youn to bahat kuch khoya he hum ne najane kyon tumhe khone se darte hain"

No comments: