Wednesday, June 4, 2008

Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi,
aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi,
aaj bhi rote hai unki yaad main,
jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi.

jawani ke din chamkile ho gaye
aur husn ke tewar nukile ho gaye
hum izhaar karne me thode dhiile ho gaye
aur unke haath peele ho gaye.

Köi mrhm nä is gäm meìn kàam ääta hai,
Ek häwa kä jhöka akär därd bädha jatä haì.
Dösti jìtni püranì hö béhtàr häi,
Här nayä döst näya zäkhm läga jäatä hai.

Khushi k LIYE Gum kurban ,
Hasi k Liye AAnsoo kurban,.
Pyar,k Liy Dil kurban,
Mere Dost Tere Liye To Jaan Kurban,
Aur ladki k Liye Yaar Tu bhi kurban!

Kudrat ke karishmo me agar raat na hoti,
khwabon me bhi unse mulaqat na hoti,
yeh dil har ek gam ki wajah hai,
ye dil hi na hota toh koi bat hi na hoti.

Kabhi teri Palkon me Jhilmilau main,
Tere Khayaalon me khud ko Bhul jaun main,
Beech Samundar me Jaakar daga mat dena,
Kaho to kinaare per hi DOOB jaun main.

kasoor na unka tha na hamara,
hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe,
woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
hum mohabbat ko dil me chhupate rahe.

Khubsurat hai zindagi khwaab ki tarah,
jaane kab tut jaye kanch ki tarah ,
kisi mod pe mulakat ho gai hamari to
ankhen mat modna anjano ki tarah"

"Khud ko khud ki khabar na lage,
koi achha b is kadar na lage,
aap ko dekha hai bas us nazar se,
jis nazar se aap ko nazar na lage... "

"Khamosh raat ke pehalu me sitare nahi hote,
in rukhi aankho me rangin nazare na hote...
Ham bhi na karte parwah agar aap itne pyare na hote.. "

Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.

Koi ankhon se baat kar leta hai
Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,J
ab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.

Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab
,Hamari zindagi apke kam aa jaye.

Kash khushiyon ki koi dukan hoti,
Humari hi waha pehchan hoti,
Kimat uski chahe meri jaan hoti.

Koi pyar kehta hai koi mohabbat kehta hai,
Kuch log bandagi kehte hain...
Magar jinke saath hum dosti karte hain,
Unhe hum apni zindagi kehte hain...

Khuda ne poocha mujse..
Shakil tu dosto me itna kyon hoya hai???
To dil se ye aawaz aayee.....k aye khuda.....
Doston ne hi to dee hai khushiyaaan.....
Warna pyar karke to dil sirf roya hai.....

Khus naseeb ho ap,
Jo hum is kosti ko itni siddat se chahte hain,
Varna hum to vo hasti hain, J
o khawoon main b appointment se aate hain.

No comments: